Friday, 24 January 2014

mery dil main hai yaad e muhammad

mery dil main hai yaad e muhammad 
 
mery dil main hai yaad e muhammad
mery honton pay zikr e madina

tajdar e haram kay karam say
aageya zindgi kakarina

dil shakista hai mera to keya ghum
is mainrehty hain shah e do ala


jab se mehman hovy hain wo dil mein
dil mera ban geya hai madina

mery dil main hai yaad e muhammad

muj ko tufan ke mojon keya dar
wo ghuzar jeya gha rukh badal kar

naKHUDA hain jab mery jab muhammad
kesay dobay ga mera safina

mein mughulam e ghulaman e ahmad
mein sage aastan e muhammad

kabil e fakhar hai mot meri
kabil e rashk hai mera jeena

mery dil main hai yaad e muhammad


un ke shishm e karam ke attah hai
meray senay main un ke ziya hai

yaad e sultan e taiba kay sadkay
mera seena hai ushan e madia

mery dil main hai yaad e muhammad
mery honton pay zikr e madina

dolat e ishq hai dil ghani hai
mari kismat hai rashq e sikander

midhat e mustafa ke badolat
milgeya hai mujy ya khazina

mery dil main hai yaad e muhammad
mery honton pay zikr e madina
ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺁﻟﻪ ﻭﺳﻠﻢ
 

Wednesday, 22 January 2014

Sambhal Ja Ae Dil-e Muztar Madina Aane Wala Hai


Sambhal Ja Ae Dil-e Muztar Madina Aane Wala Hai

 
Sambhal Ja Ae Dil-e Muztar Madina Aane Wala Hai
Sambhal Ja Ae Dil-e Muztar Madina Aane Wala Hai

Luta-E Chashme Tar Gohar Madina Aane Wala Hai

Sambhal Ja Ae Dil-e Muztar…………………………..



Qadam Ban Jaaye Mera Sar Madina Aane Wala Hai

Bichun Rah Mei Nazar Banker Madina Aane Wala Hai



Talabgar-e-Madina Tak Madina Khud Hi Aa Jaaye

Tu Dunya Se Kinara Kar Madina Aane Wala Hai

Sambhal Ja Ae Dil-e Muztar ……………………..



Zara Ae Marqab-e-Umre Rawan Chal Barf Ki Surat

Dikha Parwaz Ke Johar Madina Aane Wala

Sambhal Ja Ae Dil-e Muztar ……………………..



Ghubaar Raha Anwar Kis Qadar Poor Noor Hai Akhtar

Tani Hai Noor Ki Chaadar Madina Aane Wala Hai



Sambhal Ja Ae Dil-e Muztar Madina Aane Wala Hai

Luta-E Chashme Tar Gohar Madina Aane Wala Hai
ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺁﻟﻪ ﻭﺳﻠﻢ





sabz gumbad basa hai nazar main bagh e jannat ki hasrat nahi hai

sabz gumbad basa hai nazar main bagh e jannat ki hasrat nahi hai


sabz gumbad basa hai nazar main bagh e jannat ki hasrat nahi hai
un ki ulfat salamat rahe bass aur koi bhi chahat nahi hai

waqt ke aye yazeedo suno tum hum hussaini hain darty nahi hain
sar katana to hum jante hain sar jhukane ki aadat nahi hai


ishq kehta hai aye aqal walon unka jalwa dilon mein basa lo
dill nai hai koi botkada hai jis mein AAQA ki ulfat nahi hai


sabz gumbad basa hai nazar main bagh e jannat ki hasrat nahi hai
un ki ulfat salamat rahe bass aur koi bhi chahat nahi hai

karbala main jo pay shahadat un ki qaim hai ab tak hukumat
naz tha tajshahi pe jin ko un ki koi haqiqat nahi hai ....
ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺁﻟﻪ ﻭﺳﻠﻢ
    

Huzoor Aisa Koi Intizaam Ho Jaye

Huzoor aisa koi intizam ho jaye

Huzoor aisa koi intizam ho jaye,
Salaam ke Liye Haazir Ghulam Ho Jaye, 

Naseeb waalon mein mera bhi naam ho jaye,
Jo zindagi ki Madinay mein shaam ho jaye.

Main shad shad maroon ga, agar dameakhir,
Naseeb jalwa e kahirul anam ho jaye.

Fuzool goi say bach jaye yeh zaban meri,
Mera kalam Durood-o-Salaam ho jaye.

Pia Raza ne pia jo murshid nay,
Ataa mujhe shaha aisa jaam ho jaye.

Shaha Ubaid-e-Raza dar badar phiray kab tak,
Huzoor is ka Madinah maqam ho jaye.

Ubaid mar kay Madinah mein paa chuka hai baqi,
Khabar watan mein kabhi to yeh aam ho jaye.

ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺁﻟﻪ ﻭﺳﻠﻢ

madiny k ly hr aankh roi

madiny k ly hr aankh roi

madiny k ly hr aankh roi
madina dakhta hy koi koi

madiny ka safar or aankh naam
mazy ya lotataa hy koi koi

madinay ka sakoon ALLAH u Akbar
shaab b inky Daar py Aa ky sooi

youn takaty hn hazaaro jaa ky taibaa
par moudaab dakhta hy koi koi

sunahari jaaliya dakhi haarm main
ya manzaar dakhta hy koi koi

Riaz ul janaa main parh k naamazain
sa'adaat paa raha hy koi koi

sahaar iftaar ramzan or madina
ya naimaat paa rha hy koi koi

chloa FURQAN chlty hn madina
ishary dy rha hy koi koi

Jhan kol main ghonjati hy
Khalil warsi ki naat gooi

madina dakha hy koi koi
 koi koi  koi koi koi koi

ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺁﻟﻪ ﻭﺳﻠﻢ
 

Dil mein ho yaad teri gosha e tanhaii ho

Dil mein ho yaad teri gosha e tanhaii ho


Dil mein ho yaad teri gosha e tanhaii ho
Phir to khalwat mein ajab anjuman aaraii ho

Aastana pe tere sarr ho ajal aayi ho
Aur ay jaane jahaan tu bhi tamashae ho


Khaakh paamal gharibaan ko na kyun zinda kare
Jis daamaan ki hawa bad e maseehaii ho

Us ki qismat pe fidaa takht shaahe ki raahat
Khaakh e Taiba pe jisse chain ke neend aayi ho


Taaj waalo ki khwaaish he ke unke dar par
Hum ko haasil sharf e nasiyaa farsaii ho

Band jab khwaab e ajal se huun Hassan ke aankhein
Us ki nazron mein tera jalwaii zebaii ho


ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺁﻟﻪ ﻭﺳﻠﻢ




Friday, 10 January 2014

Warafana Laka Zikrak Warafana Laka Zikrak

Warafana Laka Zikrak Warafana Laka Zikrak

 
Warafana Laka Zikrak
Warafana Laka Zikrak


Teri khushboo meri chaddar
Tere Tehwar mera Zehwar

Tera schewa mera maslak

Warafana Laka Zikrak
Warafana Laka Zikrak 

  Main adhura tu muqamal
Main schikasta tu Musalsal

Main sukanvar tu Payamber
Mera maktab tera ek pal

Teri Jumbish mera khama
Tera Nukta mera nama

Kiya tune mujhe zeeraq


Warafana Laka Zikrak
Warafana Laka Zikrak 
 
Tera midhat meri bholi
Tu khazana main hoon jholi

Tera saaya meri kaaya
Tera jhonka meri dholi

Tera raasta mera haadi
Teri yaadein meri vaadi  
 
Tere zare mere deepak

Warafana Laka Zikrak
Warafana Laka Zikrak


Main hoon katara tu samundar
Meri duniya tere Andar

Main hoon katara tu samundar
Meri duniya tere Andar

Sage daata mera naata
Na wali hoon na kalandar

Tere saaye main kare hain
Mere jaise to bare hain

Koi tujh sa nahin beshak

Warafana Laka Zikrak
Warafana Laka Zikrak  
 

Teri khushboo meri chaddar
Tere tehwar mera zehwar

Tera shewa mera maslak
 
Warafana Laka Zikrak
Warafana Laka Zikrak